Advertisement

ISL201 assignment fall 2009

1. Prophet Muhammad (S.A.W) is an enlightening flame for all human
beings.
2. What qualities made him a paragon personality forever?

1st wala question hai kya?? samajh nahin aai yani us mein kya batain??

2nd wala bohat easy hai, us mein hum un ka adal-o-insaaf likh saktay hain, Hazrat Muhammad S.A.W. ki buhadri or daleri k wakiaat likh saktay hain, jab jihad per jatay to sab sahabion k sath mil ker kaam kertay thay is baray mein likh saktay hain. Un ki imanat daari k baray mein likh saktay hain jis ki wajah se kafir or dushman b unhain Saadiq yaani sacha or ameen kehtay thay, yeh likh saktay hain.
0 Responses